Chitthi Aayi Hai Aayi Hai Songs Ghazal Lyrics From Naam
Monday, February 28, 2011
Chitthi Aayi Hai Aayi Hai Songs Lyrics From Naam
hmm hmm hmm..
hmm hmm hmm..
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
bade dino ke baad
hum bewatano ko yaad
bade dino ke baad
hum bewatano ko yaad
watan ki mitti aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
upar mera naam likha hai
andar ye paigham likha hai
o pardes ko jaane waale
laut ke phir na aane waale
saat samandar paar gaya tu
hum ko zinda maar gaya tu
khoon ke rishte tod gaya tu
aankh mein aansoo chhod gaya tu
kam khaate hain kam sote hain
bahut zyaada hum rote hain
chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
sooni ho gayi shehar ki galiyaan
kaante ban gayi baagh ki kaliyaan
kehte hain saawan ke jhoole
bhool gaya tu hum nahi bhoole
tere bin jab aayi deewali
deep nahi dil jale hai khaali
tere bin jab aayi holi
pichkaari se chhooti goli
peepal soona panghat soona
ghar shamshaan ka bana namoona
fasal kati aayi baisaakhi
tera aana reh gaya baaki
chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
pehle jab tu khat likhta tha
kaghaz mein chehra dikhta tha
band hua ye mel bhi ab to
khatm hua ye khel bhi ab to
doli mein jab baithi behna
rasta dekh rahe the naina
main to baap hoon mera kya hai
teri maan ka haal bura hai
teri biwi karti hai sewa
soorat se lagti hai bewa
tune paisa bahut kamaaya
is paise ne desh chhudaaya
desh paraaya chhod ke aaja
panchhi pinjda tod ke aaja
desh paraaya chhod ke aaja
panchhi pinjda tod ke aaja
aaja umar bahut hai chhoti
apne ghar mein bhi hai roti
chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
bade dino ke baad
hum bewatano ko yaad
watan ki mitti aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
bade dinon ke baad
hum bewatanon ko yaad
watan ki mitti aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
hmm hmm hmm..
hmm hmm hmm..
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
bade dino ke baad
hum bewatano ko yaad
bade dino ke baad
hum bewatano ko yaad
watan ki mitti aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
upar mera naam likha hai
andar ye paigham likha hai
o pardes ko jaane waale
laut ke phir na aane waale
saat samandar paar gaya tu
hum ko zinda maar gaya tu
khoon ke rishte tod gaya tu
aankh mein aansoo chhod gaya tu
kam khaate hain kam sote hain
bahut zyaada hum rote hain
chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
sooni ho gayi shehar ki galiyaan
kaante ban gayi baagh ki kaliyaan
kehte hain saawan ke jhoole
bhool gaya tu hum nahi bhoole
tere bin jab aayi deewali
deep nahi dil jale hai khaali
tere bin jab aayi holi
pichkaari se chhooti goli
peepal soona panghat soona
ghar shamshaan ka bana namoona
fasal kati aayi baisaakhi
tera aana reh gaya baaki
chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
pehle jab tu khat likhta tha
kaghaz mein chehra dikhta tha
band hua ye mel bhi ab to
khatm hua ye khel bhi ab to
doli mein jab baithi behna
rasta dekh rahe the naina
main to baap hoon mera kya hai
teri maan ka haal bura hai
teri biwi karti hai sewa
soorat se lagti hai bewa
tune paisa bahut kamaaya
is paise ne desh chhudaaya
desh paraaya chhod ke aaja
panchhi pinjda tod ke aaja
desh paraaya chhod ke aaja
panchhi pinjda tod ke aaja
aaja umar bahut hai chhoti
apne ghar mein bhi hai roti
chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
bade dino ke baad
hum bewatano ko yaad
watan ki mitti aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
bade dinon ke baad
hum bewatanon ko yaad
watan ki mitti aayi hai
chitthi aayi hai
aayi hai chitthi aayi hai
chitthi aayi hai
watan se chitthi aayi hai
Movie : Naam
Singers : Pankaj Udha
Song : Chitthi Aayi Hai Aayi Hai
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Nutan Behl, Kumar Gaurav, Sanjay Dutt
Music Director : Laxmikant Pyarelal
0 comments:
Post a Comment